Reham Karo Ya Shah-e-Do Aalam (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)
salla Llahu ‘alayhi wa sallam
salla Llahu ‘alayhi wa sallam
Nazar e Karam Ya Noor –e- Mujassam
Sallal La Ho Alaihe Wasallam
Sallal La Ho Alaihe Wasallam
Reham Karo Ya Shah-e-Do Aalam
salla Llahu ‘alayhi wa sallam
salla Llahu ‘alayhi wa sallam
O Dukhiyon ke Ghar ke Ujale
Majbooron Ki Sunne Waale
Naadron aur Lachaaron ko
Tum Hi Batao Kaun Sambhale
Jiss ka Nahi Koi Uss ke Ho Hamdam
salla Llahu ‘alayhi wa sallam
salla Llahu ‘alayhi wa sallam
Reham Karo Ya Shah-e-Do Aalam
salla Llahu ‘alayhi wa sallam
salla Llahu ‘alayhi wa sallam
Naam-e-Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Mushkil Kusha Hai
Zikr-e-Muhammad Zikr-e-Khuda Hai
Jiss Dar pe Daaman Hai Phailaya Humne
Uss dar se Dunya Ko Sab kuch mila Hai
Unse Hai Jaari Faiz-e-Do Aaalam
salla Llahu ‘alayhi wa sallam
salla Llahu ‘alayhi wa sallam
Reham Karo Ya Shah-e-Do Aalam
salla Llahu ‘alayhi wa sallam
salla Llahu ‘alayhi wa sallam
Mushkil Main Ummat Saari Ghiri Hai
Nazr-e-Karam Ho Mushkil Ghari Hai
Tumsa Nahi Lajpal Koi Hai
Tumne Hi Sabki Jholi Bhari hai
Rehmat Hi Rakhna Hum Sab pe Har Dum
salla Llahu ‘alayhi wa sallam
salla Llahu ‘alayhi wa sallam
Reham Karo Ya Shah-e-Do Aalam
salla Llahu ‘alayhi wa sallam
salla Llahu ‘alayhi wa sallam