Skip to content

Islamic Lyrics

Usman / 06 September, 2024 / 11 views

 

Jo samne hai Madina

jo samne hai Madina to dekhta kya hai
yehi to kaabe ka kaaba hai, sochta kya hai

mere huzoor ko ae khud sa bolne wale
tum unki zaat ke baare mein jaanta kya hai
yehi to kaabe ka kaaba hain sochta kya hai

baroze hashr khuda khud kahe ga bandon se
jo Mustafa (salla Llahu β€˜alayhi wa sallam) ko na maane woh maanta kya hai

yehi to kaabe ka kaaba hai sochta kya hai

teri gali ko hi maanga hai ja ke jannat mein
to is pe bole farishte yeh mangta kya hai
yehi to kaabe ka kaaba hain sochta kya hai

lage na jis pe qadam Mustafa ke ae hakim
woh jaye su-e-haram bhi to raasta kya hai
yehi to kaabe ka kaaba hain sochta kya hai

agar nahin hai paseena gulon mein Aqa ka
to phir batao ke gulshan ka mehakna kya hai
yehi to kaabe ka kaaba hain sochta kya hai

jo samne hai madina to dekhta kya hai
yehi to kaabe ka kaaba hai, sochta kya hai

mere huzoor ko ae khud sa bolne wale
tum unki zaat ke baare mein jaanta kya hai
yehi to kaabe ka kaaba hain sochta kya hai

teri gali ko hi maanga hai ja ke jannat mein
to is pe bole farishte yeh mangta kya hai
yehi to kaabe ka kaaba hain sochta kya hai

baroze hashr khuda khud kahe ga bandon se
jo Mustafa ko na maane woh maanta kya hai

yehi to kaabe ka kaaba hai sochta kya hai

jo samne hai madina to dekhta kya hai
yehi to kaabe ka kaaba hai, sochta kya hai

jo samne hai madina to dekhta kya hai
yehi to kaabe ka kaaba hai, sochta kya ha